Tuesday, February 10, 2009

Chand Yaddashtain

11 Hejari kay aakher ka zamana .yani Musleem Kazzaab say jo jang hoi thi uskay foran bad Hazrat Abu Bakar Siddiq RaziAllah Tallah Unho kay khaleefa banay kay chand mahenay bad Quran ka phala nuskha maddven howa.


Hazrat Khuzaima RaziAllah Tallah Unho:

Wo Sahabi jin kay baray main Nabi Kareem Sallalaho Elaihay Wasallam Ka irshad hai inki shahadet 2 shahadeton kay baraber hai unka nam Hazrat Khuzaima RaziAllah Tallah Unho hai.


Fiqah:

Fiqah ak arabi lafz hai jes ka laghvi mayena hai (Janana) Aur istalahe mayena hai (qanoon).


Imam Abu Hanifa Rehmatullah Wa Elaihay:

Abdullah Bin Masood RaziAllah Tallah Unho ki chauthi nasal kay shahgerd thay Imam Abu Hanifa Rehmatullah Wa Elaihay.


Iman Malik Rehmatullah Wa Elaihay:

Hazrat Abdul bin Umar RaziAllah Tallah Unho kay shahgerd kay Shahgerd thay IMAM MALIK Rehmatullah Wa Elaihay


Imam Shafaye Rehmatullah Wa Elaihay:

Imam Abu Hanifa Rehmatullah Wa Elaihay aur Imam Muhammad Rehmatullah Wa Elaihay aur Imam Malik Rehmatullah Wa Elaihay Kay bayak waqt shahgerd rahy hain.


Imam Ahmed Bin Hambel Rehmatullah Wa Elaihay:

Imam Shafaye Rehmatullah Wa Elaihay kay shahgerd hain Imam Ahmed Bin Hambel Rehmatullah Wa Elaihay .


Attahiyyat:

Attahiyaat kay mayena hain ADAB E ARZZ karma.


Ummol Qurah:

Ummol kurah kay mayena hain shairoon ki maan iss tarhan Makkah Ummol kurah kay nam say mashore hai.


Baiyyat:

Baiyyat kay mayena hai apnay aap ko baichna ya baich dena.

No comments:

Post a Comment